Original Title: Mahaajan Ki Haveli
Foreign Release Title: Casa de Comerciante
Inspired from the stories of the traditional Indian investment culture and money lending system,
Mahaajan Ki Haveli is an Investment Show proposed for the OTT Platform
This Show and its Format are Conceptualised, Created and Curated by Amish Badani
All Rights Reserved by and All Intellectual Properties belong to Amish Badani, Amish Group - India
‘Haveli’ is not a place or a group; it is a symbol of celebrating business, money and power.
Mahaajan Ki Haveli is: “Dhande Ka Dhanotsav, Money Ka Mahotsav”
Who or what is a ‘Mahaajan’?
Hindi: ‘merchant’, ‘banker’, ‘moneylender’
Sanskrit: maha ‘great’ + janas ‘person’
What is a ‘Haveli’?
Hindi: a traditional Indian ‘mansion’
Re-Make Song Title: Dhande Ka Dhanotsav
Re-Make Song Original Lyrics by: Teddy Zaveri (Amish Badani)
LYRICS
<monologue>
aap aao kabhi
Mahaajan Ki Haveli
<song>
aaj idhar, kal udhar
dhande mein khaayi bohot thokar
par Mahajaan Ki Haveli mein aakar
shuru hua asli safar
khun aur pasina ek kar
maa ki dua-o ka asar
aur yeh bekhauf jigar
phir kis baat ka dar?
marzi, apni marzi
Haveli ka haath sar par
salaam thoke duniya saari
dhandha, karna hai dhandha
Mahaajan ne saath diya
toh kismat ne gale lagaya
dhanotsav - dhanotsav, dhande ka dhanotsav
mahotsav - mahotsav, money ka mahotsav
ab yeh pair na ruke, na ruke - ruke
karza liya sabka chuke, haa chuke - chuke
badolat iss Haveli ki, Mahajaan Ki
sir farkr se ucha uthe, haa uthe - uthe
saari - duniyadaari
Haveli sikha de
aur paiso ki baarish karein
baari, apni baari
ab aa gayi hai
kyonki Haveli ka saath mile
dhanotsav - dhanotsav, dhande ka dhanotsav
mahotsav - mahotsav, money ka mahotsav
---
Original Song
Song: Dhingana
Music Composer: Aheer (JAM8)
Music Produced by: Omgrown
Singer: Mika Singh
Lyrics by: Mayur Puri
YouTube link: https://www.youtube.com/watch?v=8z-WAHG6KB4